Sign up & enjoy 10% off
Free shipping on all INDIA orders RS 1000+
Welcome to VEDU
Sign up & enjoy 10% off
Free shipping on all INDIA orders RS 1000+
Welcome to VEDU
Previous
Previous Product Image

Vedu Agarbatti Chandan Incense Sticks – 400g Pack | Pure & Sacred Sandalwood Fragrance for Pooja, Meditation & Home

Original price was: ₹250. 00.Current price is: ₹200. 00.
Next

vedu agarbatti Mogra Agarbatti 400g | Mogra Incense Sticks | Natural Long Lasting Fragrance mogra

Original price was: ₹249. 00.Current price is: ₹200. 00.
Next Product Image

3-in-1 Divine Fragrance Pack (Mogra, Rose & Chandan)

Original price was: ₹139. 00.Current price is: ₹90. 00.

Ghar me mandir jaisi shuddhta aur shanti ke liye ek perfect pack! Mogra ki taazgi, Rose ki madhurta, aur Chandan ki paramparik mehak aapke pooja ghar aur vatavaran me din bhar sakaratmak urja (positive vibe) banaye rakhti hai.

100 in stock

Description

Mogra agarbatti ki madhur aur taaza khushboo se apne ghar aur pooja ghar ko mehkayein. Mogra (Jasmine) ki yeh premium agarbatti aapke man ko shanti deti hai aur tanaav (stress) ko kam karti hai. Iska shuddh phoolon ka perfume aapke pure ghar me ek sakaratmak urja bhar deta hai. Yeh daily pooja, dhyan (meditation), aur arotehrapy ke liye ek perfect choice hai.

Gulab ki khushboo sadiyon se shuddhta aur prem ka prateek rahi hai. Hamari Premium Rose Agarbatti aapke vatavaran ko ek shahi aur mehakta hua abhamandal (aura) pradan karti hai. Iski halki aur meethi khushboo man ko santulit karti hai aur ghar ke kisi bhi kone se durghandh ko dur karti hai. Shaam ki pooja ya dhyan ke samay ise jalayein aur ek shaant mahaul ka anubhav karein.

Chandan ki khushboo bharatiya parampara aur aatmik shuddhta ki pehchan hai. Hamari Chandan Agarbatti asli chandan ke tel aur powder ke mishran se taiyar ki gayi hai. Yeh aapke pooja ghar ko mandir jaisa pavitra vaatavaran deti hai aur dhyan lagane me madad karti hai. Iski gehri aur lambe samay tak tikne wali khushboo man ko sthir aur shaant rakhti hai.

Additional information

Weight300 g

Reviews

There are no reviews yet.

Only logged in customers who have purchased this product may leave a review.

Shopping cart

0
image/svg+xml

No products in the cart.

Continue Shopping